Top+ 50 Islamic Poetry in Urdu Best Shayari

Visit our website to read Islamic poetry in Urdu for Islam lovers. You will find Urdu Islamic poetry about Allah on this page. You will discover Urdu Islamic poetry about Hazrat Muhammad ﷺ whom people obey all over the world. Allama Iqbal’s Islamic Poetry in Urdu is the only thing you can ask people on this page, which you will keep. You can install Urdu Islamic poetry paper on your mobile. Islamic poetry is good—Islamic poetry in Urdu is best. Islamic poetry in Urdu is awe-inspiring. Islamic poetry in Urdu is essential in life. Islamic poetry in Urdu makes the heart happy, and it is perfect.

Famous Islamic poems in Urdu can be downloaded from this page. Urdu text famous Islamic boy poetry can be copied and pasted. You can apply for Islamic poetry status on your media. From there, one can read famous Islamic Urdu poetry from 2024. You can fill your heart’s desire with Islamic Urdu poetry. People should feel the perfection of Islamic Urdu poetry in their hearts. There are many such things in your life.

Islamic Poetry in Urdu 2 Lines

Islamic poetry in urdu

کی محمد سے وفا تو نے تو ہم تیرے ہیں

یہ جہاں چیز ہے کیا لوح وقلم تیرے ہیں

Ki Muhammad se wafa tune to hum tere hain

Yeh jahaan cheez hai kya loh-o-qalam tere hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دل سے جو بات نکلتی ہے اثر رکھتی ہے

پر نہیں طاقت پرواز مگر رکھتی ہے

Dil se jo baat nikalti hai asar rakhti hai

Par nahin taqat parwaaz magar rakhti hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

نمازوں کو ہی پڑھنے میں نمازیں دیر کرتے ہیں

تبھی انصاف کرنے میں قاضی دیر کرتے ہیں

Namaazon ko hi parhne mein namaz ein der karte hain

Tabhi insaaf karne mein qazi der karte hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

فرشتے رزق لاتے ہیں فجر میں اٹھنے والوں کا

مگر اٹھنے کو توهم صبح میں ہی دیر کرتے ہیں

Farishte rizq laate hain fajr mein uthne waalon ka

Magar uthne ko tohmat subah mein hi der karte hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

وہ اپنے ہاتھ پھیلاتے انسانوں کے آگے ہی

مگر اللہ سے لینے میں اکثر دیر کرتے ہیں

Woh apne haath phelate insaano ke aage hi

Magar Allah se lene mein aksar der karte hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جو چاہیں ہم دعا سےوہ ہمیں مل ہی جاتاہے

دعائیں مانگنے میں رب سے ہم ہی دیر کرتے ہیں

Jo chahein hum dua se woh humein mil hi jata hai

Duaayen maangne mein Rab se hum hi der karte hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

سجدہ عشق ہو تو عبادت میں مزہ آ تا ہے

خالی سجدوں میں تو دنیا ہی بسا کرتی ہے

Sajda-e-ishq ho to ibadat mein maza aata hai

Khali sajdoun mein to duniya hi basa karti hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

لوگ کہتے ہیں کہ بس فرض ادا کرنا ہے

ایسا لگتا ہے کوئی قرض لیا ہو رب سے

Log kehte hain ke bas farz ada karna hai

Aisa lagta hai koi qarz liya ho Rab se

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Islamic Pottery in Urdu 2 Lines Text

Islamic poetry in urdu

تجھےکیا سناؤں میرے مولا تیرے سامنے میرا حال ہے

تیری اک نگاہ کی بات ہے میری زندگی کا سوال ہے

Tujhe kya sunaon mere Mola tere samne mera haal hai

Teri ek nigaah ki baat hai meri zindagi ka sawaal hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

زم زم جیسا کوئی پانی نہیں نماز جیسی کوئی عبادت نہیں

قرآن مجید جیسی کوئی کتاب نہیں کلمہ جیسی کوئی دولت نہیں

Zam Zam jaisa koi pani nahi, namaaz jaisi koi ibadat nahin

Quran Majeed jaisi koi kitaab nahin, kalma jaisi koi dawlat nahin

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اپنی زندگی ایسے کیوکہ اللہ تعالی کو پسند آ جاؤ

دنیا والوں کی سوچ تو روز بدلتی رہتی ہے

Apni zindagi aise banao ky Allah ko pasand aa jao

Duniya waalon ki soch to roz badalti rehti hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

نام میں نے جب محمد ﷺ کا لے لیا

میرے لب نے میرے لب کا پڑھ کر بوسہ لے لیا

Naam mein ne jab Muhammad ﷺ ka le liya

Mere lab ne mere lab ka parh kar boosa le liya

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کوئی سجدہ ایسا مل جائے

میں سر جھکاؤ رب مل جائے

Koi sajda aisa mil jaaye

Main sar jhukaun Rab mil jaaye

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

نماز کی طرف میرے قدم اپنے آپ اٹھ گئے

اپنی عمر کے لوگوں کو جب میں نے مرتے دیکھا

Namaaz ki taraf mere qadam apne aap uth gaye

Apni umr ke logon ko jab main ne marte dekha

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

پریشانیاں بڑھ جائے تو خدا کے سامنے رو لیا کریں

بےشک شک وہ ستر ماؤں سے زیادہ پیار کرنے والا ہے

Pareshaniyan barh jaaye to Khuda ke saamne ro lein

Beshak Shuk wo sattar maoun se zyada pyar karne wala hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دن کا ہر لمحہ نبی ﷺ کی یاد میں گزرے 

اور جب رات کو آنکھ لگیں تو خواب میں دیدار ہو جائے

Din ka har lamha Nabi ki yaad mein guzre

Aur jab raat ko aankh lagein to khwaab mein deedar ho jaaye

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

نماز کے لیے دنیا چھوڑ دو 

لیکن دنیا کے لیے نماز نا چھوڑو

Namaz ke liye duniya chhod do

Lekin duniya ke liye namaz na chhodo

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

مسلمانوں کے لیے زوال کی وجہ عبادت میں کمی نہیں

بلکہ دین کو عبادت کی محدود تک رکھنا ہے

Musalmano ke liye zawal ki wajah ibadat mein kami nahi

Balki deen ko ibadat ki mehdood tak rakhna hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

نیت نہیں صاف تو برکت کہاں سے آۓ گی

جمعے جمعے کی نماز سے جنت تھوڑی مل جائے گی

Niyat nahin saaf to barkat kahan se aayegi

Jume jume ki namaaz se Jannat thodi mil jaaye gi

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Heart touching islamic poetry in urdu 2 lines

Islamic poetry in urdu

گھروں میں رکھے قرآن پر جمی دھول

دل پر جمی ہوئی سیاہی کو ظاہر کرتی ہے

Gharoon mein rakhe Quran par jami dhool

Dil par jami hui siyaahi ko zahir karti hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

نماز سے نہ کہو مجھے کام کرنا ہے

بلکہ کام سے کہو مجھے نماز پڑھنی ہے

Namaaz se na kaho mujhe kaam karna hai

Balki kaam se kaho mujhe namaz parhni hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جب راستے اور رابطے اللہ سے جڑ جائیں

تو پھر دل نہیں ٹوٹا

Jab raaste aur raabte Allah se jur jaayein

Toh phir dil nahi toota

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

زمانہ جب بھی مشکل میں ڈال دیتا ہے

میرا الله ہزار راستے نکال دیتا ہے

Jab raaste aur raabte Allah se jur jaayein

Toh phir dil nahi toota

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

صبر سے رحمت کا انتظارکر جو چیز تیرے لیے ہے

تیرے لیے ہی ہے اور دیر حکمت پر مبنی ہوتی ہے

Sabr se rahmat ka intezar kar jo cheez tere liye hai

Tere liye hi hai aur der hikmat par mabni hoti hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کر لے توبہ ابھی بھی وقت ہے

پھر نہ کہنا حساب سخت ہے

Kar le tauba abhi bhi waqt hai

Phir na kehna hisaab sakht hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

سر سجدے میں دل دغابازی میں ہو

ایسے سجدے سے بھلا خدا کیسے راضی ہو

Sar sajde mein dil dagabaazi min ho

Aise sajde se bhala Khuda kaise razi ho

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Islamic Putre in Urdu Jamm Mubarak

Islamic poetry in urdu

نماز اگر عادت بن جائے

تو کامیابی مقدر بن جاتی ہے

Namaaz agar aadat ban jaaye

Toh kaamiyabi muqaddar ban jaati hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جس نے نماز قائم کی

اس نے کامیابی حاصل کی

Jis ne namaz qaim ki

Us ne kamyabi hasil ki

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اپنا درد اپنے رب سے بانٹ لیا کرو

پھر درد جانے اور خدا جانے

Apna dard apne Rab se baant liya karo

Phir dard jaane aur Khuda jaane

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

الله میرے رزق کی برکت نہ چلی جائے

دو روز سے گھر میں مہمان نہیں ہے

Allah mere rizq ki barkat na chali jaaye

Do roz se ghar mein mehmaan nahin hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

خدا کی ذات پر یقین ہے ورنہ

دیئے جلا کر ہواؤں میں کون رکھتا ہے

Khuda ki zaat par yaqeen hai warna

Diye jala kar hawaon mein kaun rakhta hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ڈوبتے ڈوبتے جب خدا کی طرف دھیان گیا

لے کر ساحل کی طرف خود مجھے طوفان گیا

Doobte doobte jab Khuda ki taraf dhyan gaya

Le kar saahil ki taraf khud mujhe toofan gaya

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جب ہو خدا سے سچی محبت اے لوگوں

پھر وضو کا پانی بھی ٹھنڈا نہیں لگتا

Jab ho Khuda se sachi mohabbat ae logon

Phir wuzu ka paani bhi thanda nahin lagta

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

امید کبھی نا چھوڑنا کیونکہ کل کا 

دن آج سے بہتر ہوگا ان شاءاللہ

Umeed kabhi na chodna kyunki kal ka

Din aaj se behtar hoga inshaAllah

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جب ہمارے جینے کی وجہ الله ہو گی

تب ہمارے مایوس ہونے کی وجہ کوئی نہیں ہوگی

Jab hamare jeene ki wajah Allah ho gi

Tab hamare mayoos hone ki wajah koi nahi hogi

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

خدا کو بھول گئے لوگ فکر روزی میں

رزق کا خیال ہے رازق کا نہیں

Khuda ko bhool gaye log fikr rozi mein

Rizq ka khayal hai raaziq ka nahin

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Emotional Islamic Poetry in Urdu 2 Lines

Islamic poetry in urdu

خدا کو نہیں چاہئے تیرے ماتھے پہ محراب

اے انسان بس اس کی مخلوق کا خیال کر

Khuda ko nahi chahiye tere mathe pe mehrab

Ai insaan bas us ki makhluq ka khayal kar

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جوبندا اپنے اعمال کو سنوار لیتا ہے

خدا اس کی حالت کو بدل دیتا ہے

Jo banda apne aamaal ko sanwar leta hai

Khuda us ki haalat ko badal deta hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جب ٹھوکرکھا کر بھی نہ گرو

تو سمجھ لو دعا نے تھام لیا ہے

Jab thokar kha kar bhi na giro

Toh samajh lo dua ne thaam liya hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Conclusion

Thank you for taking the time to read this post. I hope you find it informative and would be pleased to share it with your loved ones. Also, this post read.

More Random Post.

U can also read our best poetry post related to You.

Leave a Comment