Best Mirza Ghalib Poetry In Urdu 2 Lines

In this post, you will read Mirza Ghalib’s famous poetry. If you are looking for Mirza Ghalib’s Urdu poetry, you are at the right place. Mirza Ghalib’s poetry in Urdu is the best way to express emotions. When expressing emotions, you can find two lines of poetry in Urdu—two from Mirzaghalib. Share the line poetry with your friends.

Poetry and friendship poetry here. Share Mirza Ghalib’s poetry in Urdu with your friends. Mirza Ghalib’s poetry in Urdu is good. Mirza Ghalib’s poetry in Urdu is awe-inspiring. Mirza Ghalib’s poetry is very happy. Mirza Ghalib’s poetry in Urdu is very heart-teaching.

Mirza Ghalib Poetry In Urdu 2 Lines

Mirza Ghalib Poetry In Urdu

آہ کو چاہیئے اک عمر اثر ہوتے تک 

کون جیتا ہے تری زلف کے سر ہوتے تک

Aah ko chahiye ek umr asar hote tak
Kaun jeeta hai teri zulf ke sar hote tak

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

نہ تھا کچھ تو خدا تھا کچھ نہ ہوتا تو خدا ہوتا 

ڈبویا مجھ کو ہونے نے نہ ہوتا میں تو کیا ہوتا

Na tha kuch to khuda tha, kuch na hota to khuda hota
Duboya mujhko hone ne, na hota main to kya hota

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بسکہ دشوار ہے ہر کام کا آساں ہونا 

آدمی کو بھی میسر نہیں انساں ہونا

Baskih dushwar hai har kaam ka aasaan hona

Aadmi ko bhi mayassar nahi insaan hona

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہیں اور بھی دنیا میں سخن ور بہت اچھے 

کہتے ہیں کہ غالبؔ کا ہے انداز بیاں اور

Hain aur bhi duniya mein sukhanwar bohot achche

Kehte hain ki Ghalib ka hai andaaz-e-bayaan aur

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

رنج سے خوگر ہوا انساں تو مٹ جاتا ہے رنج 

مشکلیں مجھ پر پڑیں اتنی کہ آساں ہو گئیں

Ranj se khugar hua insaan to mit jaata hai ranj
Mushkilein mujh par padi itni ke aasan ho gayin

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Mirza Ghalib Poetry In Urdu text

Mirza Ghalib Poetry In Urdu

بازیچۂ اطفال ہے دنیا مرے آگے 

ہوتا ہے شب و روز تماشا مرے آگے

Baazi-e-atfaal hai duniya meray aage

Hota hai shab o roz tamasha meray aage

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کعبہ کس منہ سے جاوگے غالبؔ 

شرم تم کو مگر نہیں آتی

Kaaba kis munh se jaoge, Ghalib

Sharam tumko magar nahin aati

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ریختے کے تمہیں استاد نہیں ہو غالبؔ 

کہتے ہیں اگلے زمانے میں کوئی میرؔ بھی تھا

Rekhta ke tumhein ustaad nahin hai Ghalib

Kehte hain agle zamane mein koi Mir bhi tha

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کوئی میرے دل سے پوچھے ترے تیر نیم کش کو 

یہ خلش کہاں سے ہوتی جو جگر کے پار ہوتا

Koi mere dil se poochhe, tere teer-e-neemkash ko

Yeh khel kahaan se hota, jo jigar ke paar hota

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

قرض کی پیتے تھے مے لیکن سمجھتے تھے کہ ہاں 

رنگ لاوے گی ہماری فاقہ مستی ایک دن

Qarz ki peete the mai, lekin samjhte the ke haan

Rang laavegi hamari faqa masti ek din

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کہاں مے خانہ کا دروازہ غالبؔ اور کہاں واعظ 

پر اتنا جانتے ہیں کل وہ جاتا تھا کہ ہم نکلے

Kahaan mai-khaana ka darwaaza Ghalib aur kahaan waiz

Par itna jaante hain kal woh jaata tha ke hum nikle

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہم کو معلوم ہے جنت کی حقیقت لیکن 

دل کے خوش رکھنے کو غالبؔ یہ خیال اچھا ہے

Hum ko maloom hai jannat ki haqeeqat lekin

Dil ke khush rakhne ko, Ghalib, yeh khayal achha hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہزاروں خواہشیں ایسی کہ ہر خواہش پہ دم نکلے 

بہت نکلے مرے ارمان لیکن پھر بھی کم نکلے

Hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle

Bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Mirza Ghalib Poetry In Urdu

Mirza Ghalib Poetry In Urdu

ان کے دیکھے سے جو آ جاتی ہے منہ پر رونق 

وہ سمجھتے ہیں کہ بیمار کا حال اچھا ہے

Unke dekhe se jo aa jaati hai munh par raunaq

Woh samajhte hain ke bimar ka haal acha hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

محبت میں نہیں ہے فرق جینے اور مرنے کا 

اسی کو دیکھ کر جیتے ہیں جس کافر پہ دم نکلے

Mohabbat mein nahin hai farq jeene aur marne ka

Usi ko dekh kar jeete hain jis kaafir pe dam nikle

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

عشرت قطرہ ہے دریا میں فنا ہو جانا 

درد کا حد سے گزرنا ہے دوا ہو جانا

“ishrat qatra hai dariya mein fanaa ho jaana

dard ka had se guzarna hai davaa ho jaana

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

رگوں میں دوڑتے پھرنے کے ہم نہیں قائل 

جب آنکھ ہی سے نہ ٹپکا تو پھر لہو کیا ہے

ragon mein dorte phirne ke hum nahi qael

jab aankh hi se na tapka to phir lahoo kya hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

یہ نہ تھی ہماری قسمت کہ وصال یار ہوتا 

اگر اور جیتے رہتے یہی انتظار ہوتا

ye na thi hamari qismat ke visaal yaar hota

agar aur jeete rehte yahi intezaar hota”

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

عشق نے غالبؔ نکما کر دیا 

ورنہ ہم بھی آدمی تھے کام کے

Ishq ne Ghalib nikamma kar diya

Warna hum bhi aadmi the kaam ke

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کہاں مے خانہ کا دروازہ غالبؔ اور کہاں واعظ 

پر اتنا جانتے ہیں کل وہ جاتا تھا کہ ہم نکلے

Kahaan mai-khaana ka darwaaza Ghalib aur kahaan waiz
Par itna jaante hain kal woh jaata tha ke hum nikle

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

قرض کی پیتے تھے مے لیکن سمجھتے تھے کہ ہاں 

رنگ لاوے گی ہماری فاقہ مستی ایک دن

Karz ki peete the main lekin samajhte the ke haan

Rang laave gi hamari faka masti ek din

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Mirza Ghalib Poetry In Urdu love

Mirza Ghalib Poetry In Urdu

درد منت کش دوا نہ ہوا 

میں نہ اچھا ہوا برا نہ ہوا

Dard mantash kash dawa nah hua

Main nah achha hua, bura nah hua

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کعبہ کس منہ سے جاوگے غالبؔ 

شرم تم کو مگر نہیں آتی

Kaaba kis munnh se jaaoge Ghalib

Sharm tumko magar nahi aati

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ریختے کے تمہیں استاد نہیں ہو غالبؔ 

کہتے ہیں اگلے زمانے میں کوئی میرؔ بھی تھا

Rekhte ke tumhein ustaad nahin ho Ghalib

Kehte hain agle zamane mein koi Mir bhi tha

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہیں اور بھی دنیا میں سخن ور بہت اچھے 

کہتے ہیں کہ غالبؔ کا ہے انداز بیاں اور

Hain aur bhi duniya mein sukhanwar bohot achche

Kehte hain ki Ghalib ka hai andaaz-e-bayaan aur

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦


Mirza Ghalib Poetry In Urdu

بسکہ دشوار ہے ہر کام کا آساں ہونا 

آدمی کو بھی میسر نہیں انساں ہونا

Baska mushkil hai har kaam ka aasaan hona

Aadmi ko bhi mayassar nahi insaan hona

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

رنج سے خوگر ہوا انساں تو مٹ جاتا ہے رنج 

مشکلیں مجھ پر پڑیں اتنی کہ آساں ہو گئیں

Ranj se khugar hua insaan to mit jaata hai ranj

Mushkilein mujh par padi itni ke aasan ho gayin

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

آہ کو چاہیئے اک عمر اثر ہوتے تک 

کون جیتا ہے تری زلف کے سر ہوتے تک

Aah ko chahiye ek umr asar hote tak

Kaun jeeta hai teri zulf ke sar hote tak

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

یہ نہ تھی ہماری قسمت کہ وصال یار ہوتا 

اگر اور جیتے رہتے یہی انتظار ہوتا

Yeh na thi hamari qismat ke visaal-e-yaar hota

Agar aur jeete rehte yehi intezaar hota

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Mirza Ghalib Poetry In Urdu Sad

Mirza Ghalib Poetry In Urdu

عشرت قطرہ ہے دریا میں فنا ہو جانا 

درد کا حد سے گزرنا ہے دوا ہو جانا

Ishrat qatra hai dariya mein fanaa ho jaana

Dard ka had se guzarna hai dawa ho jaana

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ان کے دیکھے سے جو آ جاتی ہے منہ پر رونق 

وہ سمجھتے ہیں کہ بیمار کا حال اچھا ہے

Unke dekhe se jo aa jaati hai munh par roshan

Woh samajhte hain ke bimar ka haal acha hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہزاروں خواہشیں ایسی کہ ہر خواہش پہ دم نکلے 

بہت نکلے مرے ارمان لیکن پھر بھی کم نکلے

Hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle

Bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Mirza Ghalib Poetry In Urdu

ہم کو معلوم ہے جنت کی حقیقت لیکن 

دل کے خوش رکھنے کو غالبؔ یہ خیال اچھا ہے

Hum ko maloom hai jannat ki haqeeqat lekin

Dil ke khush rakhne ko Ghalib yeh khayal achha hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

آئینہ دیکھ اپنا سا منہ لے کے رہ گئے

صاحب کو دل نہ دینے پہ کتنا غرور تھا

Aaina dekh apna saa munh le ke rah gaye

Saahib ko dil na dene pe kitna gharoor tha

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

آئینہ کیوں نہ دوں کہ تماشا کہیں جسے

ایسا کہاں سے لاؤں کہ تجھ سا کہیں جسے

Aaina kyun na doon ke tamasha kahen jise

Aisa kahan se laoon ke tujh sa kahin jise

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بہت دنوں میں تغافل نے تیرے پیدا کی

وہ اک نگہ کہ بہ ظاہر نگاہ سے کم ہے

Bahut dinon mein taghaful na tere paida ki

Woh ek nigaah ke bah zahir nigaah se kam hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کیا وہ نمرود کی خدائی تھی

بندگی میں مرا بھلا نہ ہوا

Kya woh Namrood ki khudai thi

Bandagi mein mera bhala nah hua

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بندگی میں بھی وہ آزادہ و خودبیں ہیں کہ ہم

الٹے پھر آئے در کعبہ اگر وا نہ ہوا

Bandagi mein bhi woh aazaad-o-khudbeen hain ke hum

Ulta phir aaye dar kaaba agar waa nah hua

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

آئے ہے بیکسی عشق پہ رونا غالبؔ

کس کے گھر جائے گا سیلاب بلا میرے بعد

Aaye hai biksi ishq pe rona Ghalib

Kis ke ghar jaayega sailaab bila mere ba’d

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Mirza Ghalib Shayari In Urdu 2 Lines

Mirza Ghalib Poetry In Urdu

بے خودی بے سبب نہیں غالبؔ

کچھ تو ہے، جس کی پردہ داری ہے

Be-khudi be-sabab nahin Ghalib

Kuch to hai, jis ki parda dari hai

سر پائے خم پہ چاہیئے ہنگام بے خودی

رو سوئے قبلہ وقت مناجات چاہیئے

Sar paaye kham pe chahiye hangaam be-khudi

Ro soye qibla waqt munajaat chahiye

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بے نیازی حد سے گزری بندہ پرور کب تلک

ہم کہیں گے حال دل اور آپ فرماویں گے کیا

Be-niyazi had se guzri banda parwar kab tak

Hum kahenge haal dil aur aap farmaye kya

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

مرتے ہیں آرزو میں مرنے کی

موت آتی ہے پر نہیں آتی

Martay hain arzoo mein marnay ki

Maut aati hai par nahi aati

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Mirza Ghalib Poetry In Urdu

ترے وعدے پر جیے ہم تو یہ جان جھوٹ جانا

کہ خوشی سے مر نہ جاتے اگر اعتبار ہوتا

Tere wade pe jiye hum to yeh jaan jhoot jaana

Ke khushi se mar na jaate agar aitbaar hota

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تم سلامت رہو ہزار برس

ہر برس کے ہوں دن پچاس ہزار

Tum salamat raho hazar baras

Har baras ki hone din pachaas hazaar

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بوسہ دیتے نہیں اور دل پہ ہے ہر لحظہ نگاہ

جی میں کہتے ہیں کہ مفت آئے تو مال اچھا ہے

Boosa dete nahin aur dil pe hai har lamha nigaah

Jee mein kehte hain ke muft aaye to maal accha hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بوسہ کیسا یہی غنیمت ہے

کہ نہ سمجھے وہ لذت دشنام

Boosa kaisa yeh ghaneemat hai

Ke nah samjhe woh lezzat dushnaam

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دکھا کے جنبش لب ہی تمام کر ہم کو

نہ دے جو بوسہ تو منہ سے کہیں جواب تو دے

Dikha ke jinbush lab hi tamaam kar hum ko

Na de jo boosa to munh se kahein jawab to de

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کیا خوب تم نے غیر کو بوسہ نہیں دیا

بس چپ رہو ہمارے بھی منہ میں زبان ہے

Kya khoob tum ne ghair ko boosa nahin diya

Bas chup raho humare bhi munh mein zubaan hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ABOUT THE POET

Mirza Ghalib, widely regarded as one of the most famous figures of Urdu and Persian poetry, was born in 1797 in Agra, India. His real name was Mirza Asadullah Baig Khan. Ghalib was renowned for his poetry’s deep philosophical insight, complicated lexis, and heartfelt reflections on love, grief, and existential inquiries. Ghalib is often regarded as the “Shakespeare of Indian literature” due to his poetic brilliance despite multiple personal catastrophes and severe financial troubles during his lifetime. His ghazals remain popular worldwide, attracting readers and listeners of all cultures and ages.

Conclusion

Thank you for taking the time to read this post. I hope you find it informative and are happy to share it with your loved ones. Please also read this post.

More Random Post.

You can also read our best poetry post about you.…

Leave a Comment